Zabūr 117
tamām aqvām allāh kī hamd kareṅ
1ai tamām aqvām, rabb kī tamjīd karo! ai tamām ummato, us kī madahsarāī karo!
2kyūṅki us kī ham par shafqat azīm hai, aur rabb kī vafādārī abdī hai. rabb kī hamd ho